Wo Jo Chahain Chand Ko tor dain unhain ikhtiyaar diya gaya
Wo phir uske tukron ko jor dain unhain ikhtiyar diya gaya
Jo ali kee asar qaza hue to wo waqt par hi aada hue
Chupe aaftab ko moorna unhain ikhtiyar diya gya
Wo nabi ke muthi ka mojza keh wamara maeta kahe khuda
Wo nigah e kufr ko mor dain unhain ikhtiyaar diya gya
Kiya maaf unko jo aaye Tlthe jo sahabi roza ko tod ke
Wo saza ke had ko bhi tod dain unhain ikhtiyaar diya gya
Likho nazish unka ye mojza keh kisi kee aankh nikal gae
Wo luabe pak se jore dain unhain ikhtiyar diya gya