Madina Sharif

Sher

Sukoone qalb milta hai madina yaad aata hai,
Dile bismil sambhalta hai madina yaad aata hai,
Dayare mustafa se loutne wala koi haaji,
Mujhe ajwa khilata hai madina yaad aata Hai.

Gali Gali Saj Gayi Naat Lyrics


By ilmnoohai.com   ·  
Updated:   ·   2 min read.

Gali gali saj gayi
Shehar shehar saj gaya
Gali gali saj gayi
Shehar shehar saj gaya
Aaye nabi pyare nabi
Mera bhi ghar saj gaya

Marhaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa
Mustafa se pyar hai
Dill se Ye ikrar ha

Har Koi milaad e nabi
Krne ko tayar hai
Marhaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa

Dunia mai jahan bhi rhe
Dunia main jahan bhi rhe
Abaad rhain gay
Abaad rhain gay
Jo amina k lal ka millad Krain Ga
Jo amina k lal ka millad Krain Ga

millad Krain Ga millad Krain Ga
millad Krain Ga millad Krain Ga

Jhande lgao ghar ko sajao
Kar Ke Chiragha Khushiyan Manao

Hum apny nabi pak se yun pyaar krain gay
Hmmmm,Hmmmm
Hum apny nabi pak se yun pyaar krain gay
Har haal main sarkar ka Milad karain gay
Har haal main sarkar ka Milad karain gay

Shah e rasool e pak he sunaty rhain gay
Lab pr darood e pak sajaty he rhain gay
Jo manty nahi hamain un se gharz kaya
Jo manty nahi hamain un se gharz kaya
Ham log millad manaty he rhain gay

Hum apny nabi pak se yun pyaar krain gay
Har haal main sarkar ka millad krain gay
Marhaba marhaba , marhaba mustafa
Marhaba marhaba , marhaba mustafa

Jab peer ka din aya tareekh hui 12 v
AMINA ke ghar main ik Chand utr aya
Aapis main farishtoon ne mamrooh kaha Sab ko
Aj hua paida jo shah e zamana hai

Marhaba ya mustafa mustafa se pyar hai
Dill se ye ikrar hai millad e nabi par
Har koi fidaa haii
Har koi fidaa haii

Hamishan, hamishan
Hamishan he sajy ga
Hamishan, hamishan
Hamishan he sajy ga
Sarkar ka milad hamaishan he sajy ga
Sarkar ka milad hamaishan he sajy ga

Mare nabi agye marhaba ya mustafa
Pyare nabi agye marhaba ya mustafa

Sahib e meraj nabi assiyun ki lajj nabi
Nabiyon k sartaj nabi kal bhi ke Or aaj nabi
Do jahan k raj waly
Mary nabi agye

Marhaba ya mustafa
Hum apny nabi pak se yun pyaar krain gay
Har haal main sarkar ka millad krain gay
Marhaba marhaba , marhaba mustafa
Marhaba marhaba , marhaba mustafa

Kuchh jalny waly dill kehty hain hmaishan
Sarkar ki amad pe kyun lgaty ho paisa
Ye paisa to kya cheez hai ham ghr bhi luta dain
Ye paisa to kya cheez hai ham ghr bhi luta dain

Koi nahi jahan main sarkar ke jaisa
Koi nahi jahan main sarkar ke jaisa

Sarkar aaye marhaba
Dildar aaye marhaba
Ghamkhar aaye marhaba
Lajpak aaye marhaba
Marhaba marhaba

Qabe ke badrud du jaa
Tum pe karoron darood
Taiba ke shamso duha
Tum pe karoron darood

Ya faroz e jaza
Tum pe karoron durood
Fir jumla bala
Tum pe karoron darood

Ankh ata kijiay isme zyya dijiay
Jalwa qareeb agya
Tum pe karoron darood

Marhaba Marhaba ya Mustafa
Hamishan, hamishan
Hamishan he sajy ga
Hamishan, hamishan
Hamishan he sajy ga
Sarkar ka milad hamaishan he sajy ga
Sarkar ka milad hamaishan he sajy ga

Khushiyun ka sama hai
Masti main jahan hai
Khushiyun ka sama hai
Masti main jahan hai
Millad e nabi pr hr Koi fida hai
Har koi Fida Hai

Marhaba ya mustafa
Hum apny nabi pak se yun pyaar krain gay
Har haal main sarkar ka millad krain gay
Marhaba marhaba , marhaba mustafa
Marhaba marhaba , marhaba mustafa