Mera gada mera mangta mera ghulam aye
Khuda kare kabhi taiba se ye payam aaye
Durood syed e konain ke wasile se
Mere zubaan pe aqa tera hi naam aye
Mera gada mera mangta mera ghulam aye
Khuda kare kabhi taiba se ye payam aaye
Mai is yaqeen se aya hu unke roze se
Wo phir kahenge ke wapis mera ghulam aye
Ghulam e zehra hun mai toh ali ka naukar huun
Humesha panjatani nisbat hi mere kaam aaye
Mai dhekta hi rahaon bas tumhare roze ko
Janab e zehra ka sadqa ke aisi shaam aye
Mera gada mera mangta mera ghulam aye
Khuda karre kabhi taiba se ye payam aaye