Madina Sharif

Pukaro Ya Rasoolallah Ya Habiballah Lyrics


By ilmnoohai.com   ·  
Updated:   ·   2 min read.

Ya rasoolallah ya habib allah...
Pukaro ya rasool allah ya habib allah...
Tum bhi karke unka charcha apnay dil chamkao
Uche me uncha nabi ka jhanda azmat wala nabi ka
Jhanda pyara pyara nabi ka jhanda
Ghar ghar me lehrao

Pukaro ya rasoolallah ya habibAllah...
Ya rasool allah ya habib allah...
Pukaro ya rasoolallah ya habiballah

Yah rasool allah ke nare se humko pyar hai
Humne nara lagaya apna bera paar hai
Ya rasool allah ya habib allah
Pukaro ya rasoolallah ya habiballah

Rabbi habli ummati kehte hue paida hue
Haq ne farmaya k baksha as salat o wasalam
Sarkar ki amad marhaba
Dildar ki amad marhaba
Aaqa ki amad marhaba
Data ki amad marhaba
Sub jhoom k bolo marhaba
Sharmana choro marhaba

Tum bhi karke unka charcha apnay dil chamkao
Uche me uncha nabi ka jhanda har ghar me lehrao
Pukaro ya rasool allah ya habib allah

Nariyo ka doar tha dil jal raha tha noor ka
Tum ko dekha Ho gaya Thanda kaleja noor ka
Pukaro Ya rasoolallah ya habiballah..

Me gada tu badsha bharde piyala noor ka
Noor din duna tera de dal sadaqa noor ka
Pukaro Ya rasoolallah ya habiballah..

Teri nasle paak Mai hai bachcha bachcha noor ka
Tu hai ayne noor Tera sab gharana noor ka
Pukaro Ya rasoolallah ya habiballah..

Mai hu sunni hu jamele quadri marne k baad
Mera lasha bhee khega assalat o wassalam
Sarkar ki amad marhaba
Dildar ki amad marhaba
Aaqa ki amad marhaba
Data ki amad marhaba
Sub jhoom k bolo marhaba
Sharmana choro marhaba
Pukaro ya rasool allah ya habib allah
Marhaba ya "mustafa".