Madina Sharif

Main Banda-e-Aasi Hoon lyrics

By ilmnoohai.com   ·  
Updated:   ·   2 min read.

Main banda-e-aasi hoon khata Kaar hoon maula
Lekin teri rehmat ka talabgaar hoon maula

Wabasta hai umeed meri tere karam se
Tera hoon faqat tera parastar hoon maula

Main banda-e-aasi hoon khata Kaar hoon maula
Lekin teri rehmat ka talabgaar hoon maula

Bahir ke ujale mujhe kya rah sujain
Andar ke andherom mai gariftaar hoon moula
Main banda-e-aasi hoon....

Main banda-e-aasi hoon khata Kaar hoon maula
Lekin teri rehmat ka talabgaar hoon maula

Phir tu mere iman ko tawanai ataa kar
Barso nahi sadiyo se mai beemar hoon maula

Main banda-e-aasi hoon khata Kaar hoon maula
Lekin teri rehmat ka talabgaar hoon maula

Ek tera ishara ho aur asaan ho mushkil
Ek lehar uthe aur mai us paar hoon maula