Madina Sharif

Hasbi Rabbi Jallallah Mafi Qalbi Ghairullah Naat Lyrics


By ilmnoohai.com   ·  
Updated:   ·   2 min read.

Hasbi rabbi jallallah ma fi qalbi ghairullah
Noor-e-muhammad sallalla laailaha illallah

Tere sadqe me aaqa sare jaha ko deen mila
Bedeeno ne kalma padha laailaha illallah

Simt-e-nabi Abu Jehal gaya aaqa se usne ye kaha
Gar ho nabi batlaao zara meri mutthi me hai kya
Aaqa ka farman hua aur fazl-e-rahmaan hua
Mutthi se patthar bola laailaha illallah

Wo jo bilal-e-habshi hai sarwar-e-dee ka pyara hai
Duniya ke har aashiq ki aakho ka wo tara hai
Zulm hue kitne uspar seene par rakha patthar
Lab par phir bhi jaari tha laailaha illallah

Apni bahan se bole Umar ye to bata kya karti thi
Mere aane se pahle kya chupke chupke padhti thi
Bahan ne jab quran padha sunke kalam-e-paak khuda
Dil ye umar ka bol utha laailaha illallah

Duniya ke insan sabhi shirk-o-bidat karte the
Rab ke the bande phir bhi but ki ibadat karte the
Butkhane hai tharraye mere nabi hai jab aaye
Kahne lagi makhlooq-e-khuda laailaha illallah

Gulshan Kalma padte hein Chidiya Kalma padti hai
Duniya ki Makhluq sabhi Zikr Khuda ka karti hai
Kehte sabhi hei Jinno Bashar Kehta "Shajar" hai Kehta Hajar
Kehta hai Patta Patta Lailaha Illalallah

Hasbi rabbi jallallah ma fi qalbi ghairullah
Noor-e-muhammad sallalla laailaha illallah

Naat in Hindi

हस्बी रब्बी जल लल्ला माफ़ी कल्बी गैरुल्लाह
नूर ऐ मुहम्मद सल्लल्लाह ला इलाहा इल्लल्लाह

तेरे सदके में आका सारे जहां को दीन मिला
बे दीनों ने कलमा पढ़ा ला इलाहा इल लल्लाह

सिम्ते नबी अबू जहेल गया आका से उसने ये कहा
अगर हो नबी बतलाओ ज़रा मेरी मुट्ठी में है क्या
आका का फ़रमान हुआ और फज्ल ए रहमान हुआ
मुठ्ठी से पत्थर बोला ला ईलाहा इल लल्लाह

वो जो बिलाले हब्शी हैं सरवर दी का प्यारा है
दुनिया के हर आशिक़ कि वो आखों का वो तारा है
ज़ुल्म हुए कितने उसपर सीने पर रखा पत्थर
लब पर फिर भी जारी था ला इलाहा इल्लल्लाह

अपनी बहेन से बोले उमर ये तो बता क्या करती थी
मेरे आने से पहले क्या चुपके चुपके पढ़ती थी
बहन ने जब कुरान पढ़ा सुनके कलाम ए पाके खुदा
दिल यह उमर का बोल उठा ला इलाहा इल लल्लाह

दुनिया के इंसान सभी शिर्क ओ बिदअत करते थे
रब के थे बंदे फिर भी बुत की इबादत करते थे
बुतखाने हैं थर्राए मेरे नबी हैं जब आए
कहने लगी मखलूक ए खुदा ला इलाहा इलल्लाह

गुलशन कलमा पढ़ते हैं चिड़िया कलमा पड़ती है
दुनिया की मखलूक सभी जिक्र खुदा का करती है
कहते सभी हैं जिन्नो बशर केहता शजर है केहता हजर
कहता है पत्ता पत्ता ला इलाहा इलल्लाह

हस्बी रब्बी जल लल्ला माफ़ी कल्बी गैरुल्लाह
नूर ऐ मुहम्मद सल्लल्लाह ला इलाहा इल्लल्लाह

Short Narrative

Iman lane se pehle ka waqia hai ki hazrat Umare Farooq bade hi jalal andaz se Rasullah ki bargah me ja rahe the jo Rasulallah deen fayla rahe the US ko khatm kar ne ke liye, raste me use pata Chala ke us ke ghar me bhi deen pahunch chuka hai, yani hazrat Umare Farooq ki bahan bhi iman la Chu ki hai hazrat Umar Faruq ghar par pahunche to us ki bahan Quran ki tilawat kar rahi thi (Surah tuaha) lamba waqia hai is ka mafhum he....