Moula Ali Roza

Mai Qadri Mera Nara Hai Ya Ali Mola Manqabat e Mola Ali Lyrics


By ilmnoohai.com   ·  
Updated:   ·   2 min read.

Mai qadri mera nara he ya ali mola
Mujhe to jaan se pyara he ya ali mola

Kisi Karo ya jamaat ki milkiyat to nahi
Tamam jag ne pukara he ya ali mola

Labo pe name ali aur dil me bugz yaro se
Adu ne khel rachaya he ya ali mola

Tu bech aaya he deen apna Chand tako ke liye
Dikhawe ke liye kehta he ya ali mola

Kaha "attar" ne dil mera chir ke dekho
Ye dil pe naks karaya he ya ali mola