Karbala Sharif

Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Manqabat Lyrics


By ilmnoohai.com   ·  
Updated:   ·   2 min read.

Har zamana mere husain ka hai
Har deewana mere husain ka hai

Haq nibhana mere hussain ka hai
Dil thikana mere hussain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

Jis ke sadqe me kainat bani
Aesha nana mere hussain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

Jiski khatir yeh qayenat bani
Woh toh nana mere husain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

Jis jagah hur banaye jaate hai
Karkhana mere husain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

Mere ghar me lage he jab se alam
aana jana mere hussain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

Jo zameen se anaaj ugata hai
Dana dana mere husain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

Mere ghar me charagh jalta hai
Aana jana mere hussain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

ye jo kaba he tum na samjhoge
Ghar purana mere hussain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

tum jaise aasman samajhte ho
samiyana mere hussain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

roj padh ta hu sura e rehman
ae tarana mere hussain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

babe khyber jisne ukhad diya
aesa baba mere hussain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...

mit gaya duar ab yazidi yo ka
ab zamana mere hussain ka hai
Har zamana mere husain ka hai...