Mola Ali Roza

Man Kunto Maula Lyrics


By ilmnoohai.com   ·  
Updated:   ·   2 min read.

Nabista bardare jannat ba khatte sabzo jali
Shafi e roze Kayamat mohammad e arabi
Ali imam e manasto manam gulame ali
Hazar Jane girami fida e naame ali

Man kunto maula fazafa ali ali yul maula
Ali maula ali maula ali maula ...
Maula ali maula maula ali maula ......

Be dam yahi to punch he Maksud e kainat
Khairun nisa hussain o hassan mustafa ali
Maula ali maula maula ali maula ......

Piya jis ne zehar ka jaam wo beta ali ka he
Jo aaya karbala me kaam wo beta ali ka he
Jo he bagdad me soya Wo beta ali ka he
Tumhe malum kya he Hindustan walo
Jo laya hind me Islam wo beta ali ka he
Maula ali maula maula ali maula ......

Ali ne soke batalaya rasulallah ke bistar par
Ke dekho jaan jasina na ne payambar aise hote he
Maula ali maula maula ali maula ......

Ham ne to bu turab ko kebar kusha kaha
Ab un se puchh ye ga Jinho NE khuda kaha
Baiz ali ke bare me ham se nahi bahas kar
Ham ne to wohi kaha jo rasulallah ne kaha
Maula ali maula maula ali maula ......

Shahe marda shere yazda quwwate parwar digar
Lafata illah ali la sayf illah zulfikar
Maula ali maula maula ali maula ......

Buto ki Kabe me hasti bigad NE wala
Ali ko dekha to Farmaya mustafa ne yahi
Wo aagaya khebar ukhad nE wala
Maula ali maula maula ali maula ......

Nazar nazar me nazar ke hasi nazaro me
Jigar jigar me jigar ke tamam paro me
Unho ne dekh liya jinko he nazar hasil
Tumhara husn hai mukammal Chand taro me
Maula ali maula maula ali maula ......

Duniya me sab se aali gharane ke noor ho
Is waste he naam tumhara ali maula
Maula ali maula maula ali maula ......

Aati bhi Kese chasme tanasul me roshani aankho me ikhtelaf ke padde pade rahe
Darwaza shahre ilm ka khulta raha magar
Kuchh log Jan buj kar bahar khade rahe
Maula ali maula maula ali maula ......

Bagair hubbe ali mud daa mil nahi milta
Ibadat o ka bhi hargiz sila nahi milta
Khuda ke bando suno gor se khuda ki kasam
Jise ali nahi milta khuda nahi miltaa
Maula ali maula maula ali maula ......

Islam ka pyar he Islam ka mizaaj bhi he
Tamam janjo musibat ka wo ilaj bhi he
Rasool e pak ke dil me rasai he unki
Janabe fatema zahra ke sar ka taj bhi he
Maula ali maula maula ali maula .......

Jo shaksh mehfil e haidar me aa nahi sakta
Ali ke naam ka nara laga nahi sakta
Ali ke bacche agar ijazat na de
Kisi ka baap bhi jannat me ja nahi sakta
Maula ali maula maula ali maula ......

Khuda ke ghar me tumhara wajood aaya he
Nabi ne god me apni tumhe khilaya he
Zamana bhul na payega ye aehsane azim
Tumhare khoon ne Islam ko bachaya
Maula ali maula maula ali maula ......

Huwe kya se kya ya ali kehne wale
Wali ban gaye ya ali kehne wale
Maula ali maula maula ali maula ......

Kabhi janzir hil ti he kabhi dar kap jata he
Ali ka naam sunte khebar ab bhi kap jata he
Maula ali maula maula ali maula ......

Tumhare naam se sub ho sam karte he
Balando bala Woh apna maqam karte he
Rasule pak ki nisbat se ye makam mila
Tumhe bhi huro malayak salam kar te he
Maula ali maula maula ali maula ......

Nade ali jo aagaya meri zuban par
Jibril muskurana lage aasman par
Munkir ki kya majal jo mere ghar me aa ghuse
Naame ali jo likha hai mere makan par
Maula ali maula maula ali maula ......

Unhe ali ki muhabbat talash kar ti hai
Zamane wale to jannat talas karte he
Husen walo ko to jannat talas karte he
Maula ali maula maula ali maula ......

Ya shahe najaf shere khuda shaqi e koshar
Khaybar o sikan aur sabdaro gazi W dilawar
Sab hal mera aap par roshan he sarasar
Mayus Hu Majbur Hu ghabrao na Kyun kar
Is waqt madad kijiye ye waqt madad hai
Ya shahe najaf tumko muhammad ki kasam
Maula ali maula maula ali maula ......

Ali ke naam ka sikka jahan me chalta he
Ye Wo chirag hai jo aandhi yo me jalta he
Maula ali maula maula ali maula ......

Jo ho Kabe me payda sahadat paye masjid me
Khuda ke ghar ka Malik wo bashar yu bhi he aur yu bhi
Maula ali maula maula ali maula ......

Tan par ali ali to zaban par ali ali
Mar jau to kafan pe bhi likh na ali maula
Maula ali maula maula ali maula ......

Kise bahadare mutlak kise diler kaha rasule pak ne Kis ko khuda ka Sher kaha
Maula ali maula maula ali maula ......

Ali he pak he deene mubin ki manzil
Nabi ke bad he Ilme khuda kise hasil
Maula ali maula maula ali maula ......

Haram me lato hubal ko pachhad ne wala
batao Kon hai khabar ukhad ne wala
Maula ali maula maula ali maula ......