Sher
Aye Chand ko Tod kar jorne wale aaqa
Ham bhi tuti huyi taqdir leke baythe
Gar che aap sue garib aate
Meri soyi taqdir jagate jate..
Aye Chand ko Tod kar jorne wale aaqa
Ham bhi tuti huyi taqdir leke baythe
Gar che aap sue garib aate
Meri soyi taqdir jagate jate..
Bade Shaba Ye karti chali aelan badi aasani se
Bant rahe he shahe arab iman badi aasani se
Shahe madina mil ne aaye jis dam apane Aashiq se
Unka chehra dekh ke nikali Jan badi aasani se
Noori Chadar Noori kurti he unake jisme atahar se
Jese chume kur aa ko juzdan badi aasani se
Jism ki charbi tapak rahi he shole kufr bujane ko
Ishq risalat chadhta nahi parvan badi aasani se
Share khuda ko mere nabi ne aesa nawaza Ek pal me
Har mushkil ko karte he aasan badi aasani se
Kon he Apana Kon paraya Kon he Aashiq fasik kon
Mere raza ne karvadi pehchan badi aasani se.